Wednesday, 27 May 2015

Bezubaan Phir se Lyrics From ABCD 2

Bezubaan Phir se Lyrics From ABCD 2

Bezubaan Phir Se Lyrics 

Bezubaan Phir se Lyrics



Jaan le ki kismat ne baante hai
raahon mein kaante hain
Aur main bhi hu ziddi aaun kismat ke aade
Naa roke rukun, tu gira main uthun
Pinjre todkar failaunga main par
Tujhme jitna hai zor tu laga le magar
Hans ke kat jaayega, na jhukega ye sar

Jaan le ki kismat ne baante hai
Raahon mein kaante hai..
Naa roke rukun tu gira, main uthun..

Regzaaron mein, aag hai jitni
Hai lahu kholta mera inn ragon me phir bhi
Khaaksaron ko, khaak hi kaafi
Raas mujhko hai khamoshi meri

Bezubaan kab se main raha
Begunaah sehta main raha
Bezubaan kab se main raha
Begunaah sehta main raha

Jaan le ki kismat ne baante hai
Raahon mein kaante hai..
ki ki kismat ne baante hai
Raahon mein kaante hai..

Sau sawaal hain
Sau hai laanate
Mere taraano pe
Lagi hai kaalikhe

Laakh sapno ki
Raakh haathon mein
Sooni aankhon mein jalti umeed hai aakhri
Na mila mauka, na mili maafi
Kehdo kitni sazaa aur baaki

Bezubaan kab se main raha
Begunaah sehta main raha
Bezubaan kab se main raha
Begunaah sehta main raha

Jaan le ki kismat ne baante hai
Raahon mein kaante hai..
Main bhi hu ziddi aaun kismat ke aade
Naa roke rukun tu gira main uthun
Pinjre todkar failaunga main par
Tujhme jitna hai zor tu laga le magar
Hans ke kat jaayega, na jhukega ye sar

Bezubaan Phir se Lyrics 

Singers: Vishal Dadlani, Madhav Krishna (hook), Anushka Manchanda
Music: Sachin-Jigar
Lyrics: Mayur Puri (Rap: Vishal Dadlani)
Staring: Varun Dhawan, Shraddha Kapoor
Music On: Zee Music Company

Bezubaan Phir se Lyrics  Bezubaan Phir se Lyrics  Bezubaan Phir se Lyrics  Bezubaan Phir se Lyrics  Bezubaan Phir se Lyrics  Bezubaan Phir se Lyrics  

Video


Sun Saathiya Lyrics From ABCD 2

Sun Saathiya Lyrics From ABCD 2 

Sun Saathiya Lyrics



Sun Saathiya Lyrics

Ho.. sun saathiya maahiya
Barsa de ishqa ki syahiyaan
Rang jaaun, rang rang jaaun ri, haari main

Tujhpe main jhar jhar jhar jaaun
Hoon piya bas teri main
Ho chhu le toh khari main
(Toh khari main khari main...)

Ho.. sun saathiya maahiya
Barsa de ishqa ki syahiyaan

Main ret si, boond ka zariya tu
Paa ke tujhe bheeg jaaun re
Main ret si, boond ka zariya tu
Paa ke tujhe bheeg jaaun ri

Tar jaaun tar tar jaaun
Dariya ye tar jaaun jee
Ishq ye paake main tera
Nikhar jaaun ri...

Piya bas teri main
Ho.. chhu le toh khari main
toh khari main khari main...

Ho.. sun saathiya maahiya
Barsa de ishqa ki syahiyaan

Sun Saathiya Lyrics
Singers: Priya Saraiya, Divya Kumar
Music: Sachin-Jigar
Lyrics: Priya Saraiya
Music On: Zee Music Company

Sun Saathiya Lyrics Sun Saathiya Lyrics Sun Saathiya Lyrics Sun Saathiya Lyrics Sun 


Video