Friday 22 March 2013

Aaja Meri Jaan Song Lyrics From I Love NY

Movie : I Love NY 2013
Stars : Sunny Deol, Kangana Ranaut
Singer : Mauly Dave
Music Composer : Pritam



Ho..Aaja, aaja meri jaan
Rootho na humse sanam
Tumhein hai meri kasam
 Le jaaye jaan meri yeh dooriyaa
Aaja… aaja meri jaan
Rootho na humse sanam…
Tumhein hai meri kasam
Le jaaye jaan meri yeh dooriyaan…

Tumne kaha tha saat phere
Saath tere le lu abhi
Aankhon mein meri aaj phir yun
Aa gaye kyun aansoo abhi
Bolo.. bolo zara tumhein
Bhula hi tha ke nahi
Tu hai jahaan main wahin
Phir kyun ab tak yun hain yeh dooriyaan…

Jagmaga raha rato ka samaa
Jilmila raha raaton ka samaa
Taaron se saja raaton ka samaa
Kehnei laga…

Aaja… aaja meri jaan
Rootho na humse sanam…
Tumhein hai meri kasam
Le jaaye jaan meri yeh dooriyaan…

Tarsa ho koi yeh suna tha
Magar hum sa tarsa nahi
Meelon chale phir humne jaana
Koi thikana ghar sa nahi…
Mud ke… mud ke baahein meri
Pukaare baahon ko teri
Chali main raahon ko teri..
Lag ja seene se kaisi, yeh dooriyaan…
Manzilein kahaan, raaste kahaan
Kise hai fikar jaayenege kahaan
Kise hai pata le chalo jahaan
Dil hai rawaan

Aaja… aaja meri jaan
Rootho na humse sanam…
Tumhein hai meri kasam
 Le jaaye jaan meri yeh dooriyaan

No comments:

Post a Comment