Sapna re sapna
Hai koi apna
Ankhiyon mei aa bhar jaa…
Ankhiyoon ki dibiya
Bhar de re nindiyaa…
Jadu se jadu kar jaa..
Sapna re sapna…
Hai koi apna
Ankhiyon mei aa bhar jaa.. na.
Ankhiyoon ki dibiya..
Bhar de re nindiyaa…
Jadu se jadu kar jaa.. na..
Bhoore-bhoore baadalon ke bhalu
Loriyaan sunaayein laa laa raa roo
Bhoore-bhoore baadalon ke bhalu
Loriyaan sunaayein laa laa raa roo
Taaroon ke kanchon se raat bhar khelenge
Sapno mei chanda aur tu..
Sapna re sapna…
Hai koi apna
Ankhiyon mei aa bhar jaa..
Peele-peele kesri hain gaaon
Geeli-geeli chandani ki chaaon..
Peele-peele kesri hain gaaon
Geeli-geeli chandani ki chaaon..
Bagulo ke jaise re
Doobe hue hain re..
Pani mei sapnon ke paaon..
Sapna re sapna
Hai koi apna
Ankhiyon mei aa bhar jaa..
Ankhiyoon ki dibiya..
Bhar de re nindiyaa…
Jadu se jadu kar jaa..
Sapna re sapna..
Sapna re sapna
Ankhiyon ki dibiya….
No comments:
Post a Comment