Friday 12 April 2013

Aala Re Aala Lyrics movie Shootout at Wadala singer Mika Singh, Sunidhi Chauhan



Ek din ke liye, ek pal ke liye
Teri dulhan banoo sirf pal ke liye..
Intezaaron ka kajal laga lu zara
Ishq ke iss itar mein naha lu zara
Ek din ke liye

Aag lagi hai..
Lala lala lala lala la..
Dhuaan uttha hai..
Lala lala lala lala la..

Aag lagi hai, dhuaan uttha hai
Ishq mohabbat wala

Aag lagi hai, dhuaan uttha hai
Ishq mohabbat wala

Kisne meri jaan chhudaai
Kisne maar dala

Aala re aala, Mania aala
Dil ke shehar mein apun ka bolbala
Aala re aala, Mania aala
Dil ke shehar mein apun ka bolbala
Aala re aala, Mania aala
Dil ke shehar mein apun ka bolbala

Meri aankhon ki sharaaratein
Besabra haraaratein
Meri sehmi sehmi chaahatein
Mere nange paanv bhaagate
Mera jo bhi hai woh mere mehboob ka

Dekhoon kaise main dekhoon ja mehboob tu
Teri baahon ki kashti ke sang doobe dil
Jo tujhe khwaab mein roz milta raha

Jo tujhe khwaab mein roz milta raha
Main wohi hoon, wohi hoon, wohi khoob hoon

Aawaragardi karne aaya yahaan matwala
Aashiq waali adaa ne zaalim mujhko maar dala

Aala re aala, Mania aala
Aaj se hoga apun ka bolbala

Aala re aala, Mania aala
Tum sa kasam se na dekha himmatwal.........

No comments:

Post a Comment