Showing posts with label Sunidhi Chauhan. Show all posts
Showing posts with label Sunidhi Chauhan. Show all posts

Friday, 12 April 2013

Aala Re Aala Lyrics movie Shootout at Wadala singer Mika Singh, Sunidhi Chauhan



Ek din ke liye, ek pal ke liye
Teri dulhan banoo sirf pal ke liye..
Intezaaron ka kajal laga lu zara
Ishq ke iss itar mein naha lu zara
Ek din ke liye

Aag lagi hai..
Lala lala lala lala la..
Dhuaan uttha hai..
Lala lala lala lala la..

Aag lagi hai, dhuaan uttha hai
Ishq mohabbat wala

Aag lagi hai, dhuaan uttha hai
Ishq mohabbat wala

Kisne meri jaan chhudaai
Kisne maar dala

Aala re aala, Mania aala
Dil ke shehar mein apun ka bolbala
Aala re aala, Mania aala
Dil ke shehar mein apun ka bolbala
Aala re aala, Mania aala
Dil ke shehar mein apun ka bolbala

Meri aankhon ki sharaaratein
Besabra haraaratein
Meri sehmi sehmi chaahatein
Mere nange paanv bhaagate
Mera jo bhi hai woh mere mehboob ka

Dekhoon kaise main dekhoon ja mehboob tu
Teri baahon ki kashti ke sang doobe dil
Jo tujhe khwaab mein roz milta raha

Jo tujhe khwaab mein roz milta raha
Main wohi hoon, wohi hoon, wohi khoob hoon

Aawaragardi karne aaya yahaan matwala
Aashiq waali adaa ne zaalim mujhko maar dala

Aala re aala, Mania aala
Aaj se hoga apun ka bolbala

Aala re aala, Mania aala
Tum sa kasam se na dekha himmatwal.........

Saturday, 30 March 2013

Mungda Lyrics from Commando by Sunidhi Chauhan

Artist: Sunidhi Chauhan  
Album: Commando  
Song Writer: Mayur Puri  
Composer: Mannan Shaah  
Year: 2013 

Oye hoye kamaria ke bal pe
Girre halka sa aanchal jo dhal ke
Chal jaye dil pe chhuri
Besharam yeh mohalla
akeli pe halla mui mardon ki neeyat buri
Tu mungda main gud ki dali
Lutt gayi re main totally
Tu mungda main gud ki dali
Lutt gayi re main totally

O my beauty
O tu hai tutti frutti meri gud ki dalli
Ki tujhe dekhoon, tujhe chhoo loon
Main tujhe pee loon, pee loon
Tu hai ras ki bhari

Ho tu hai mungda..
main gud ki dali
Lut gayi re main totally li li ..

Har galli re har chaubaare
Main jo nikli vahin pe dhair saare
Aashiq hazaar maar daare
Tan se mere sat jaaye re
Pal mein lipat jaaye re

Ho naina kataar tore naina kataar
Naina kataar tohri badi tej dhaar
Besharam hai, beraham hai
Yeh manchali..

Tu mungda main gud ki dali
Lut gayi re totally
Tum ho mungda main gud ki dali
Lut gayi re totally
Oye Oye Oye Oye..

Hai sachh re, yehi sach re
Mujhe miltein hain roz bakre
Aaj teri baari hai chipak re
Arre aaja re, aaja re aise na atak re
Karne chala muh kala re
Banta shareef saala re..

Kaisi kamar tohri kaisi kamar
Laaj o lihaaj se yeh bekhabar
Karna jo karti woh khullam khulli

Tum mungda main gud ki dali
Lut gayi re main totally
Tum ho mungda.. main gud ki dali..
Dali.. dali..
Lut gayi re.. main totally

O my beauty! you got the beauty
O tu hai tutti frutti meri gud ki dali
Ki tujhe dekhoon, tujhe chhoo loon
Main tujhe pee loon, pee loon
Tu hai ras ki bhar.....

Saturday, 23 March 2013

Babli Badmaash Song lyrics from Shootout At Wadala

Song name: Babli Badmaash
Lyricists: Kumar
Music Director: Anu Malik
Singer: Sunidhi Chauhan
Casts: John Abraham, Anil Kapoor, Manoj Bajpai, Sonu Sood, Tusshar Kapoor, Ronit                 Roy, Kangna Ranaut, Mahesh Manjrekar, Ranjeet, Priyanka Chopra
.


La la la la.. la la laa...

Aazmaa le.. aaja tu saamne
Aazmaa le.. aaja tu saamne

Dil pardafash hai
Neeyat ayash hai
Na ban shareef tu
Babli badmaash hai

Babli badmaash hai
Babli badmaash hai
Babli badmaash hai
Babli badmaash hai..

Babli badmaash hai
Babli badmaash hai
Na ban shareef tu
Babli badmaash hai..

Aaja jalwon ke shaamiyane mei
Kya rakha hai iss zamaane mei..

Aaja jalwon ke shaamiyane mei
Kya rakha hai iss zamaane mei
Tu behlata hai, dil ko baaton se
Husn ko chhule aaj haathon se

Dil lagaa le.. aaja tu saamne
Dil pardafash hai,
Neeyat aiyyash hai
Na bann shareef tu,
Babli badmaash hai

Pyaas jagi hai kitni raaton se
Ab jaane hum behke jazbaaton se..

Pyaas jagi hai kitni raaton se
Ab jaane hum behke jazbaaton se
Na fursat ho saans lene ki
Bas khwahish ho pyaar dene ki
http://www.lyricsmaza.com

Dil lagaa le.. aaja tu saamne
Dil pardafash hai
Neeyat ayash hai
Na ban shareef tu
Babli badmaash hai

Babli badmaash hai
Babli badmaash hai
Babli badmaash hai
Babli badmaash hai

Babli badmaash hai
Babli badmaash hai
Na ban shareef tu
Babli badmaash hai...

Yaaram lyrics from movie Ek Thi Daayan

Lyricists: Gulzar
Music Director: Vishal Bhardwaj
Singer: Sunidhi Chauhan, Clinton Cerejo
Casts: Emraan Hashmi, Konkona Sen Sharma, Huma Qureshi, Kalki Koechlin
.




Hum cheez hain bade kaam ki
Yaaram..
Humein kaam pe rakh lo kabhi
Yaaram..

Hum cheez hain bade kaam ki
Yaaram..

Haa suraj se pehle jagayenge
Aur akhbaar ki sab surkhiyaan
Hum gungunayenge..
Pesh karenge garm chai bhi
Koi khabar aaye na pasand to
Heading badal denge

Ho o o muh khuli jamhaai par
Hum bajaayein chutkiyaan
Dhoop na tumko lage
Khol denge chhatariyaan
Peechhe peechhe din bhar
Ghar daftar mein le ke chalenge hum

Tumhari filein, tumhari diary
Gaadi ki chaabiyaan, tumhaari ainakein
Tumhara laptop, tumhari cap
Aur apna dil, kunwaara dil
Pyaar mein haara, bechara dil
Aur apna dil, kunwaara dil
Pyaar mein haara, bechara dil..

Yeh kehne mein kuch risk hai
Yaaram..
Naraz na ho ishq hai
Yaaram..

Ho raat savere, shaam ya dopehre
Bandh aankhon me leke tumhein
Ungha karenge hum..
Takiye chaadar mehke rehte hain
Jo tum na ho tumhari khushbu
Sungha karenge hum..

O o.. zulf mein phansi huyi
Khol denge baaliyaan..
Kaan khinch jaaye agar
Kha lein meethi gaaliyaan..
Chalte chalein pairon ke nishaan
Ke un par aur na paanv pade
http://www.lyricsmaza.com

Tumhari dhadkane, tumhara dil sune
Tumhari saans sune, lagi kampkapi
Na gajre bole, jui-mogra
[ jui-mogra is a flower name]

Tumhara dil, hamaara dil
Pyaar mein haara bechara dil
Hamaara dil, hamaara dil
Pyaar mein haara, bichara dil...